Laptop ve pc me folders ko hide karna
Laptop (PC) Me Files Ko Hide Kaise Karte Hai – Hello Friendss Kabhi-Kabhi humare Laptop (PC) me aise Private Files hote hai jise hum longo se private rakhna chahte hai isliye Aaj main apko bataunga ki Laptop (PC) me hume apne private files ko kaise hide kar sakte hai jisse vo kisi ko dikhai na de. Private Files Ko Hide Kaise Kare – Step 1) Sabse Pahle My Computer ko kholiye Aur Upar Left side me Organize me jakar Folder and Search Options par click kare. Step 3) Ab jis File ko aap Hide karna chahte hai usme Right click kar ke Properties me jakar Hidden ko Enable kare aur Apply kar de. (Step 2) Ab View me jakar Hiden Files and Folders me Don’t Show Hidden Files ko Enable kare aur Apply kar de. Jaise Apply karenge aap dekhenge ki vo file chhip gai hai…. Enjoy! Yo to thi ki kaise Files ko Hide ki...